Saturday, July 23, 2011

Taza Hawa Lete Hain

Taza Hawa Lete Hain

hum woh deewane hain ,,,
hum woh deewane hain jo taza hawa lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2
hum woh deewane hain jo taza hawa lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2

hum woh deewane hain ,,,

aisa lagta hai unhe ishq hua hai humse * 3
samna hote hi,,,
samna hote hi nazron ko jhuka lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2

hum woh deewane hain... samjhe...

peene wala hi nahin koi hamare jaisa * 3
hum jahan jate hain,,,
hum jahan jate hain maiykhana bana lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2

hum woh deewane hain...

hum ko us waqt nazar tajmahal aata hai

sach bata aey meri bholi bhali
too hai kis des ki rehne wali

tera chaukas marathi badan hai
rajputi tera bankpan hai
zulf bengal ki kali kali
nagan assam ki tujhme payi
dekhne ki ada hai
bihari
orissa
ka hai tujhme khumari

andhra ke namak main dhali hai
aur kashmir ki tu kali hai
lucknow jaisi hai tujhme nazakat
madhya pardes ki hai shararat
sadgi tujhme madras ki hai
khusboo mysore ki sandali hai
bholapan tujhmne gujrat ka hai
kerala ka tu roshan diya hai
tune payi hai goa ki masti
tujhme punjab ki tandrusti
dil ki dilli teri rajdhani


chorus: dil ki dilil teri rajdhani
sari duniya teri hai deewani
chorus: sari duniya teri hai deewani * 2

hum ko us waqt nazar tajmahal aata hai *2
jab woh angrai ko,,,
jab woh angrai ko, hath apne utha lete hain * 2

khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain * 2
hum woh deewane hain jo taza hawa lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain * 2
Hum woh dewane hain ,,...ain aaein ain ain....

Aye Maalik Tere Bande

Aye Maalik Tere Bande Hum Ayese Ho Humaare Karam
nekee Par Chale, Aaur Badee Se Tale, Taankee Hasate Huye Nikale Dam

ye Andheraa Ghanaa Chhaa Rahaa, Teraa Insaan Ghabaraa Rahaa
ho Rahaa Bekhabar, Kuchh Naa Aataa Najar, Sukh Kaa Sooraj Chhoopaa Jaa Rahaa
hai Teree Roshanee Mein Jo Dam To Amaawas Ko Kar De Poonam

badaa Kamajor Hain Aadamee, Abhee Laakhon Hain Is Mein Kamee
par Too Jo Khadaa, Hain Dayaaloo Badaa, Teree Kirapaa Se Dharatee Thamee
diyaa Toone Humei Jab Janam Too Hee Zelegaa Hum Sab Ke Gam

jab Julmon Kaa Ho Saamanaa, Tab Too Hee Humei Thaamanaa
wo Buraee Kare, Hum Bhalaaee Bhare, Naheen Badale Kee Ho Kaamanaa
badh Uthhe Pyaar Kaa Har Kadam Aaur Mite Bair Kaa Ye Bharam

tum toh thehre pardesi

Altaf:
tum toh thehre pardesi - 2 saath kya nibahaaoge
chorus:
(tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge) - 2
Altaf:
tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
chorus:
tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Altaf:
tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
subaha pehli - 3 gaadi se ghar ko laut jaaoge
Chorus:
subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Altaf:
tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge

Altaf :
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
Chorus :
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
Altaf :
khichein khichein hue rahetin ho kyon
khichein khichein hue rahetin ho dhyan kiska hain
zara batao toh yeh imtihaan kiska hain
hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga - 2
nayi sadak pe purana makaan kiska hain
Chorus:
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
Altaf :
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
aasuon ki - 3 baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
Chorus :
aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
Altaf :
tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

Altaf :
Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
Chorus :
Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
Altaf :
tujhko yeh tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge
tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge
aur pyaase teri julfo se ghata maangenge
apne kaandhe se duppata na sarakne dena
warna budhe bhi jawani ki duwa maangenge
imaan se
Chorus :
Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
Altaf :
Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
kesuwo ke - 3 ke saaye mein kab hamein sulaaoge
Chorus :
kesuwo ke ke saaye mein kab hamein sulaaoge
Altaf :
tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

Altaf :
mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
Chorus :
mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
Altaf :
is shehare namuraad ki izzat karega kaun
arey ham hi chale gaye toh mohabbat karega kaun
is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu - 2
jaale hata diye toh hifazat karega kaun
Chorus :
mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
Altaf :
mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
mere baad - 3 tum kispar yeh bijliya giraaoge
Chorus :
mere baad tum kispar yeh bijliya giraaoge
Altaf :
tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

Altaf :
yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
Chorus :
yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
Altaf :
ashko mein husno rang samota raha hu main - 2
aanchal kisika thaam ke rota raha hu main
nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka - 2
barso ise sharab se dhota raha hu main
Chorus :
yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
Altaf :
behki hui bahaar ne peena sikha diya
badmast bargo baar ne peena sikha diya
peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din - 2
marne ke intejaar ne peena sikha diya
Chorus :
yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
Altaf :
yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
in nashili - 3 aankhon se kab hamein peelaaoge
Chorus :
in nashili aankhon se kab hamein peelaaoge
Altaf :
tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

Altaf :
kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
Chorus :
kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
Altaf :
kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
kyon ke jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan
meri nazar mili thi
ab yaad aa raha hain
shayad woh janwary thi
tum yu mili dubara
phir maahe farwary mein
jaise ke hamsafar ho
tum raahein zindagi mein
kitna hasi zamana
aaya tha march lekar
raahein wafa pe thi tum
waadon ki torch lekar
baandha jo ahde ulfat
aprail chal raha tha
duniya badal rahi thi
mausam badal raha tha
lekin mayi jab aayi
jalne laga zamana
har shaks ki zabaan par
tha bas yahi fasana
duniya ke darr se tumne
badli thi jab nigaahein
tha june ka mahina
lab pe thi garm aahein
jully mein jo tumne
ki baatchit kutch kam
thein aasman pe baadal
aur meri aankhein purnam
mahe agast mein jab
barsaat hoo rahi thi
bas aasuon ki baarish
din raat ho rahi thi
kutch yaad aa rahi hain
woh maah tha sitambar
bheja tha tumne mujhko
tarke wafa ka letter
tum gair ho rahi thi
octubar aa gaya tha
duniya badal chuki thi
mausam badal chuka tha
jab aa gaya navamber
aaisi bhi raat aayi
mujhse tumhein chudane
sajkar baraat aayi
bekhaif tha december
jasbaat mar chuke thein
mausam tha sard usmain
armaan bikhar gaye the
lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
chorus :
lekin yeh kya batau ab haal dusra hain - 3
Altaf :
lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
arey woh saal dusra tha yeh saal dusra hain
Chorus :
woh saal dusra tha yeh saal dusra hain - 2
Altaf:
Kya Karoge tum aakhir kabra par meri aakar
thodi der - 3 ro loge aur bhool jaaoge
Chorus :
thodi der ro loge aur bhool jaaoge - 2
Altaf :
tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Chorus :
tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge - 2
Altaf :
subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Chorus :
subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge – 2

Pehle To Kabhi Kabhi Gam - Song Lyrics

Pehle To Kabhi Kabhi Gam - Song Lyrics
Pehle to kabhi kabhi gam tha,
ab to har pal hi teri yaad satati hai,
ab to har pal hi teri yaad satati hai....
Pehle to kabhi kabhi gam tha,
ab to har pal hi teri yaad rulati hai,
ab to har pal hi teri yaad rulati hai....
Pehle to kabhi kabhi gam tha,
magar yeh dard judai hai har ghadi ab,
magar yeh dard judai hai har ghadi ab.....
Pehle to kabhi kabhi gam tha,
magar ye dage judai hai har ghadi ab,
magar ye dage judai hai har ghadi ab.....
<..................................................................>
Main tujhse kaise kahun ye bata,
ke teri yaad ke sahare ji raha hun,
ke teri yaad ke sahare ji raha hun....
Main tujhse kaise kahun ye bata,
ke gam ke aansuon ko khud hi pi raha hun,
ke gam ke aansuon ko khud hi pi raha hun....
Main tujhse kaise kahun ye bata,
na maar daale teri bewafai mujhko,
na maar daale teri bewafai mujhko...
Main tujhse kaise kahun ye bata,
na maar daale ye judai mujhko,
na maar daale ye judai mujhko......
<.........................................................>
ae pagli tu kyun ro rahi hai,
ke gham to mujko uthana hai gam ka,
ke gham to mujko uthana hai gam ka...
ae pagli tu kyun ro rahi hai,
tere liye to sama hai ye shehnayi ka,
tere liye to sama hai ye shehnayi ka...
ae pagli tu kyun ro rahi hai,
ke Gaon chodna hai mere muqaddar me,
ke Gaon chodna hai mere muqaddar me..
ae pagli tu kyun ro rahi hai,
ke umra gujregi meri ab safar me,
ke umra gujregi meri ab safar me.......
<.......................................>

Na Baba Na baba - Song Lyrics

Na Baba Na baba - Song Lyrics
Pyar Mohabbat ka is dil mein...
Pyar Mohabbat ka is dil mein,
Rog lagaun na baba,
na baba na baba.......
..........
Pyar Mohabbat ka is dil mein,
Rog lagaun na baba,
baithe baithe apne dil ko,
main tadpaun na baba...
........
na baba re na baba re...
<.........................>
Tera aaj to kehna hai,
Tu jaan se mujhpe marta hai,
jitna pyar kiya na kisi si,
utna pyaar tu karta hai,
mere naam ki hi tu apni,
har ik saanse bharta hai,
kal aur koi mil jaayega,
tera dil ye kahin lag jaayega,
tu mujhko bhool hi jaayega,
teri meethi baaton me...
teri meethi baaton me,
khud ko behkaun na baba,
na baba na baba..
........
na baba re na baba re..
<.........................>
sach hi kaha hai logon ne,
ye pyar ka khel nirala hai,
isme jeet nahi hoti,
har koi haarne wala hai,
na baba na baba humse,
ye nahi hone wala hai,
......
kyun jhoothe khwab sajaun main,
kyun apni neend udaun main,
kyun dil ka chain gavaun main,
jaanboojh kar aisa dokha...
jaanboojh kar aisa dokha,
kyun main khaun na baba,
na baba na baba,
.........

Ishq Aur Pyar ka Maza Lijiye - ALtaf Raja song Lyrics



Thoda Intezar ka maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye
Ishq Aur Pyar ka Maza Lijiye,
Ishq Aur Pyar ka Maza Lijiye
Thoda Intezar ka maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye,
dile bekarar ka maza lijiye,
dile bekarar ka maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye
..............
Maza lijiye maza lijiye,
Maza lijiye maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye....
<..................................>
Behayal ho gaye hai hosh me na layiye,
aaiye karib aake aankhon se pilayiye,
Behayal ho gaye hai hosh me na layiye,
aaiye karib aake aankhon se pilayiye,
aap bhi khumar
ho..aap bhi khumar ka maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye
..................
<................................>
...................
Maza lijiye maza lijiye,
Maza lijiye maza lijiye,
Maza lijiye maza lijiye...
<..............................>
Aadhi raat dhal chuki hai,
chandni jawaan hai,
koi badhawaas hai to,
Koi badkhumar hai,
Aadhi raat dhal chuki hai,
chandni jawaan hai,
koi badhawaas hai to,
Koi badkhumar hai,
Husn ke nikhar ka...husn ke nikhar ka,
Maza lijiye...Thoda Intezar ka maza lijiye
...........
Maza lijiye maza lijiye,
Maza lijiye maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye...
.............
<.............................>
...............
Mastiyan hain Bekhudi hai,
chahton ka jaam hai,
na to koi bebasi hai,
na to koi kaam hai,
Mastiyan hain Bekhudi hai,
chahton ka jaam hai,
na to koi bebasi hai,
na to koi kaam hai,
din hai itvaar ka,
ho...din hai itvaar ka,
maza lijiye...Thoda Intezar ka maza lijiye...
................
Ishq Aur Pyar ka Maza Lijiye,
Ishq Aur Pyar ka Maza Lijiye
Thoda Intezar ka maza lijiye,
................
<.........................>
Thoda Intezar ka maza lijiye,
Thoda Intezar ka maza lijiye,
Maza lijiye maza lijiye,
Maza lijiye maza lijiye....

Dil ka haal sune Dilwala - Song Lyrics


Apna tujhe banaya hai,
kuch bhi nahi chupaya hai,
Apna tujhe banaya hai,
kuch bhi nahi chupaya hai,
hamne tumse apne dil ka,
har kissa keh daal,
dil ka haal sune dilwala,
dil ka haal sune dilwala
................
dil ka haal sune dilwala,
<......................................>
Yaar bina sab suna suna,
pyar bina sab khali,
tum aa jaate ho to,
jhoomti hai daali daali,
tumko paya badi mushil se,
na khone doonga,
tumko paya badi mushil se,
na khone doonga,
main kisi aur ka,
tumko nahi hone doonga,
Yaar bina sab suna suna,
pyar bina sab khali,
tum aa jaate ho to,
jhoomti hai daali daali,
Mere chehre par bhi daalo,
najrein chahat wali,
tum bhi mujhko dil de daalo,
main bhi chahne wala,
dil ka haal sune dilwala,
.............
dil ka haal sune dilwala...
<................................>
ishq na ho to is duniya mein jeena hai bekar,
jab aankhon ke jaam na hao to,
peena hai bekar,
humne hamare ishq ka,
izhaar yun kiya,
humne hamare ishq ka,
izhaar yun kiya,
phoolon se tera naam,
pathron pe likh diya,
ishq na ho to is duniya mein jeena hai bekar,
jab aankhon ke jaam na hao to peena hai bekar,
chanda jaise mukhde ko aaena hai bekaar,
tumko dekhun to aankon me ho jaye ujala,
dil ka haal sune dilwala,
.............
dil ka haal sune dilwala...

Ankh hi na roi hai - Altaf Raja Song lyrics


Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai,
Humne teri khatir apna, sajna....
Humne teri khatir apna,
chain sukoon bhi khoya hai...
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai....
<.......................>
kisse se kahein kaise ye kahein,
ke tu sajna harjayi hai,
tujhko to farak nahi,
honi apne ruswaayi hai,
tujhko jajbaaton se kya...sajana..
tujhko jajbaaton se kya,
tera jameer to soya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai...
<.................>
khusiyon ka to ab kaam nahi,
bas charon taraf tanhayi hai..
khusiyon ka to ab kaam nahi,
bas charon taraf tanhayi hai..
haye maar hi daala ki
mout se badi judaayi hai...
tune tere haathon ko..sajnaa
tune tere haathon ko,
mere khoon se dhoya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai..
<.............>
kabhi jo apna kehti thi,
wo yaaron aaj parayi hai,
haye dil lagane ki sazaa,
kya khoob maine payi hai,
apne ashko se apna..sajna...
apne ashko se apna,
khud daaman maine bhigoya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai,
Ankh hi na royi hai,
dil bhi tere pyar me roya hai..

ja bewafa ja humein pyar nahi karna....

Ja bewafa ja - Song lyrics

Ik bewafa ke jakhmo par,
marham lagane hum gaye,
Ik bewafa ke jakhmo par,
marham lagane hum gaye,
Marham ki kasam,
marham na laga,
marham ki jagah,
mar hum gaye.....
<...........................>
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna.....
<............................>
Dil ne teri pooja ki dil ne tujhko rab mana,
Dil ki yeh nadani thi jo dillagi ko na jaana...

na to majboori hai,
na to majboori hai koi,
na koi lachari hai,
na to majboori hai koi,
na koi lachari hai,
Bewafai teri Paidaishi,
beemari hai.....
<...............................>
Dil ne teri pooja ki dil ne tujhko rab mana,
Dil ki yeh nadani thi jo dillagi ko na jaana...
jab chot lagi to yeh jaana
Jhootha tha har afsana....
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna.....
<............................>
Na kisi ka ab aankhen dekhengi koi sapna,
na kisi harjai ko hum kahenge ab apna
<...........................>
Ye dekhna hai,
Ye dekhna hai,
kahani kahan badalti hai,
Ye dekhna haikahani kahan badalti hai,
abhi talak to wohi bewafai karta hai
<.............................>
Na kisi ka ab aankhen dekhengi koi sapna,
na kisi harjai ko hum kahenge ab apna..
kya apna kya begaana,
sab ko humne pehchana,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,

jab zero diya mere bharat ne

, duniya ko tab ginatee aayee
taaro kee bhasha bharat ne, duniya ko pahale sikhalayee
deta naa dashamal bharat toh, yu chaand pe jaana mushkil tha
dharatee aur chaand duree kaa, andaaja lagaana mushkil tha
sabhyata jaha pahale aayee, pahale janamee hain jaha pe kala
apana bharat woh bharat hai, jiske pichhe sansaar chala
sansaar chala aur aage badha, yu aage badha badhata hee gaya
bhagwaan kare yeh aur badhe, badhata hee rahe aur fule fale
hai parit jaha kee rit sada, mai git waha ke gaata hoo
bhaarat kaa rahane waala hoo, bhaarat kee baat sunaata hoo
kaale gore kaa bhed nahee, har dil se hamaara naata hai
kuchh aur naa aata ho hamko, hame pyaar nibhaana aata hai
jise maan chukee saaree duniya, mai baat wahee dohraata hoo
bhaarat kaa rahane waala hoo, bhaarat kee baat sunaata hoo
jite ho kisee ne desh toh kya, hamne toh dilo ko jita hai
jaha raam abhee tak hain nar me, naree me abhee tak sita hai
kitane pawan hain log jaha, mai nit nit shish jhukaata hoo
bhaarat kaa rahane waala hoo, bhaarat kee baat sunaata hoo
itanee mamata nadiyo ko bhee, jaha maata kah ke bulaate hai
itana aadar insaan toh kya, patthar bhee puje jaate hai
uss dharatee pe maine janam liya, yeh soch ke mai itaraata hoo
bhaarat kaa rahane waala hoo, bhaarat kee baat sunaata hoo