Saturday, July 23, 2011

Chain Mujhe Ab Aaye Na

Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na -2 
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na, Oh
Hmm
Beete Dinon Ki Yaad Sataati Hai 
Man Ghabraata Hai Rah Rah Ke 
Meri Tanhaayi Tujhko Bulaati Hai 
Haar Gaya Gham Sah Sah Ke 
Koi Mujhe Bahlaaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na 
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na, Oh
Har Dhadkan Mein Pyaas Hai Teri 
Aise Mein Door Main Kaise Rahoon 
Tujh Bin Dil Ka Aangan Kaisa Hai 
Tujhse Bhala Ye Kaise Kahoon 
Koi Tujhe Samjhaaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na 
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Ho Tere Bina Jiya Jaye Na -4

No comments:

Post a Comment