Saturday, July 23, 2011

Taza Hawa Lete Hain

Taza Hawa Lete Hain

hum woh deewane hain ,,,
hum woh deewane hain jo taza hawa lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2
hum woh deewane hain jo taza hawa lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2

hum woh deewane hain ,,,

aisa lagta hai unhe ishq hua hai humse * 3
samna hote hi,,,
samna hote hi nazron ko jhuka lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2

hum woh deewane hain... samjhe...

peene wala hi nahin koi hamare jaisa * 3
hum jahan jate hain,,,
hum jahan jate hain maiykhana bana lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ka maza lete hain * 2

hum woh deewane hain...

hum ko us waqt nazar tajmahal aata hai

sach bata aey meri bholi bhali
too hai kis des ki rehne wali

tera chaukas marathi badan hai
rajputi tera bankpan hai
zulf bengal ki kali kali
nagan assam ki tujhme payi
dekhne ki ada hai
bihari
orissa
ka hai tujhme khumari

andhra ke namak main dhali hai
aur kashmir ki tu kali hai
lucknow jaisi hai tujhme nazakat
madhya pardes ki hai shararat
sadgi tujhme madras ki hai
khusboo mysore ki sandali hai
bholapan tujhmne gujrat ka hai
kerala ka tu roshan diya hai
tune payi hai goa ki masti
tujhme punjab ki tandrusti
dil ki dilli teri rajdhani


chorus: dil ki dilil teri rajdhani
sari duniya teri hai deewani
chorus: sari duniya teri hai deewani * 2

hum ko us waqt nazar tajmahal aata hai *2
jab woh angrai ko,,,
jab woh angrai ko, hath apne utha lete hain * 2

khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain * 2
hum woh deewane hain jo taza hawa lete hain * 2
khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain
chorus: khidkiyan khol ke mausam ke maza lete hain * 2
Hum woh dewane hain ,,...ain aaein ain ain....

No comments:

Post a Comment